SONG: Najar Bachkar Chale Gaye Woh - नज़र बचा कर चले गये वो वरना घायल कर देता

Najar Bachkar Chale Gaye Woh - नज़र बचा कर चले गये वो वरना घायल कर देता

LYRICS:
najar bachkar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta najar bachkar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta milti ankhe to wo bhi dekhte mere pyar ka jadu apne rang me hum bhi kam na the kar dete bekabu milti ankhe to wo bhi dekhte mere pyar ka jadu apne rang me hum bhi kam na the kar dete bekabu najar bachkar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta agar wo theharate mere samne dil pe tir chal jate wo hasin hai mai jawan hu sare bhed khul jate agar wo theharate mere samne dil pe tir chal jate wo hasin hai mai jawan hu sare bhed khul jate najar bachakar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta ham se kab talak muh chhupenge wo apni shan dikhla ke ek roj to aa hi jayenge wo mere pas sharma ke ham se kab talak muh chhupenge wo apni shan dikhla ke ek roj to aa hi jayenge wo mere pas sharmake najar bachakar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta najar bachakar chale gaye wo varna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil me agni bhar deta varna ghayal kar deta