SONG: Naiya Hamari Paar Lagao - नैया हमारी पार लगाओ नैया हमारी पार लगाओ

Naiya Hamari Paar Lagao - नैया हमारी पार लगाओ नैया हमारी पार लगाओ

LYRICS:
naiya hamari paar lagao naiya hamari paar lagao tum bin bhagvan koun khivaiya tum bin bhagvan koun khivaiya naiya hamari paar lagao ter suni tab doud ke aaye ter suni tab doud ke aaye dropadi ke the cheer badhaye dropadi ke the cheer badhaye mujh abla ki laaj bachao mujh abla ki laaj bachao tum bin hamara koun sunaiya tum bin hamara koun sunaiya narsingh bhagat ki hund chalai narsi bhagat ki hund chalai bhakt prahlad ki jaan bachai bhakt prahlad ki jaan bachai mujh dukhiya ko dukh se chudao mujh dukhiya ko dukh se chudao jag ke data krishan kanhaiya jag ke data krishan kanhaiya naiya hamari paar lagao naiya hamari