SONG: Naino Se Mad Madira Pilakar - नैनों से मद मदिरा पिलाकर

Naino Se Mad Madira Pilakar - नैनों से मद मदिरा पिलाकर

LYRICS:
naino se mad madira pilakar naino se mad madira pilakar tumne haye tumne, hume mastana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya ye prem hai kya, jakar puchho koi shama ke us diwane se koi shama ke us diwane se jalne me maza aata hai kya puchho koi parwane se jalne me maza aata hai kya puchho koi parwane se humne to aadesh pe uske dil apna nazrana kiya ha dil apna nazrana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya dilwale, dilwale hardum hanste hanste dil ka sauda karte hai ha dil ka sauda karte hai anjam ki kya parwah unko wo nahi maut se darte hai anjam ki kya parwah unko wo nahi maut se darte hai humne bhi kisi dilbar ke dil se aashno ye ada na kiya aashno ye ada na kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya kya aan nayi, kya shan nayi kya aan nayi, kya shan nayi kya ada nirali, bato ki kya ada nirali, bato ki nas nas me bijli daud gayi ye harkat hai in hatho ki nas nas me bijli daud gayi ye harkat hai in hatho ki hum kaap rahe, ab tak dekho hum kaap rahe, ab tak dekho itna humko hairan kiya itna humko hairan kiya apna banakar tumne ha tumne, na na tumne apna banakar tumne humko duniya se begana kiya apna banakar tumne humko duniya se begana kiya