SONG: Naino Ne Dekha Jo Raahi Matwala - नैनो ने देखा जो राही मतवाला

Naino Ne Dekha Jo Raahi Matwala - नैनो ने देखा जो राही मतवाला

LYRICS:
naino ne jo dekha jo raahi matwala haaye dil bola ki jaadu kar daala naino ne jo dekha jo raahi matwala haaye dil bola ki jaadu kar daala laaj ka gulaal mare gaalo pe chhagya neeli neeli aankho me haaye wo sama gaya milte he aankho se sharmana aa gaya teere nazer mere dil pe laga chhaya mere dil pe khushi ka ujaala haaye dil bola ki jaadu kar daala saans aaj meri dheemi dheemi aag hai ji honto pe mere mitha mitha raag hai ji mang ja sindoor hai pyar ka suhag hai milte hi aankho me nasha sha hua piya aaj mene jo neino ka pyala haaye dil bola ki jaadu kar daala naino ne jo dekha jo raahi matwala haaye dil bola ki jaadu kar daala naino ne jo dekha jo raahi matwala haaye dil bola ki jaadu kar daala