SONG: Naino Me Suraj Ki Kirane Chanda Jaisa Rup Hai - नैनो में सूरज की किरणें चंदा जैसा रूप हैं

Naino Me Suraj Ki Kirane Chanda Jaisa Rup Hai - नैनो में सूरज की किरणें चंदा जैसा रूप हैं

LYRICS:
naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai chand ko chune chala hai dekho ud kar ek chakor re chand ko chune chala hai dekho ud kar ek chakor re kaise pahuchega tu chakor re par tere kamjor re par tere kamjor re pagal panchi ye nahi jane chanda kitni dur hai bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai phul ki khatir mali ko kaato se nibana padta hai phul ki khatir mali ko kaato se nibana padta hai pyar to hai ek aag ka dariya dub ke jana padta hai dub ke jana padta hai jo kuch hoga sab sahlenge is dil ko manjur hai bachna babu jal nahi jana bahut kadi dhup hai naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai