SONG: Naino Main Kajra Masha Allaha - नैनों मे कजरा माशा अल्लाह

Naino Main Kajra Masha Allaha - नैनों मे कजरा माशा अल्लाह

LYRICS:
naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya kali hai julfe gora hai chehra chanda pe jaise badal ka pehra aankho me teri dore gulabi kali dupatta aachal sunhera tu mere sath hai na din hai rat hai teri kya bat hai mai mar gaya naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya naino me kajra dekhe jo tere mathe ki bindiya naino ke uske jaye nindiya chanchal adaye sahmi si bate chota sa kad hai bali umariya matwali chal hai dil ka ye hal hai jeena muhal hai mai mar gaya mar gaya naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya naino me kajra najro me bijli kano me bali aise me dil ka allah wali jane chaman tu najuk badan hai jaise lachakti phulo ki daulat tu mahjabin sabse hasin hai mai mar gaya mar gaya naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya mai mar gaya mar gaya