SONG: Nainan Se Lagi Jhadi Lagi Man Me Aag - नैनन से लागी झड़ी लागी मन में आग

Nainan Se Lagi Jhadi Lagi Man Me Aag - नैनन से लागी झड़ी लागी मन में आग

LYRICS:
nainan se lagi jhadi lagi man me aaga rahkar paas tum dur ho hamra ye durbhag chain mera luta more raja sun jara chain mera luta more raja sun jara hai kitna bewafa tu chaliya sajna chain mera luta more raja sun jara hai kitna bewafa tu chaliya sajna chain mera luta more raja sun jara thukra de sajan ya apna le teri rahungi thukra de sajan ya apna le teri rahungi jal jal ke raakh hu tujhse mai na kahungi jal jal ke raakh hu tujhse mai na kahungi ye hath jodkar tere mai paiya padungi ye hath jodkar tere mai paiya padungi ye jurm tyag de re anyayi jalima chain mera luta more raja sun jara hai kitna bewafa tu chaliya sajna chain mera luta more raja sun jara mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko tere dwar par aayi hu pyar ki kalio ki mala piroke sajan tihare liye layi hu mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko tere dwar par aayi hu pyar ki kalio ki mala piroke sajan tihare liye layi hu bali umar mora komal manwa tadpe man fadke mai to haar gayi samjha ke ise ye na samhje tan man se ho gayi teri re mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko tere dwar par aayi hu pyar ki kalio ki mala piroke sajan tihare liye layi hu jogan ban gayi hu tere liye piya mohse hath khani kariyo na suno ji mere pyar ki shakti parwat ka bhi shish nawa degi suno ji mere pyar ki shakti o rasiya, parwat ka bhi shish nawa degi teri jiwan daas dekh le ab tujhe ek din apna bana legi suno ji