SONG: Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai - नैना नैना तेरे नैना कमाल करते है

Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai - नैना नैना तेरे नैना कमाल करते है

LYRICS:
naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai chaina chaina liye jaaye chaina bura dil ka haal karte hai khud jawab dete hai khud sawal karte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai chaina chaina liye jaaye chaina bura dil ka haal karte hai khud jawab dete hai khud sawal karte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai hai sau samandar naino mein tere doobe hai inme sau khwab mere (naina-naina tere, naina naina tere naina naina tere naina) hai sau samandar naino mein tere doobe hai inme sau khwab mere palkon pe teri meri neend soye tere sang jaage mere savere kabhi hauslo ko hawa de kabhi faashlo ko badha de kabhi hauslo ko hawa de kabhi faashlo ko badha de dil sambhal nahi paata aisi chaal chalte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai kaise main samjhun naino ki bhansa kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha kaise main samjhun naino ki bhansa kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha sharmo haya ki hadein todd jaaye mere dil pe apne nishaan chhod jaaye mahfil mei karke gustaakhi tanhaayi mein maange maafi mahfil mei karke gustaakhi tanhaayi mein maange maafi ye jahaan ki rashmo ka kab khayal karte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai chaina chaina liye jaaye chaina bura dil ka haal karte hai khud jawab dete hai khud sawal karte hai naina naina tere naina naina tere naina kamaal karte hai.