SONG: Naina Bhar Aaye Neer Data - नैना भर आये नीर दाता

Naina Bhar Aaye Neer Data - नैना भर आये नीर दाता

LYRICS:
naina bhar aaye neer data naina bhar aaye neer naina bhar aaye neer data naina bhar aaye neer chanchal man ki bhul se jivan jaise kaali raat, jaise kaali raat darshan kab dikh laaoge aur kab hogi parbhaat mitegi kab ye peer data naina bhar aaye neer naina bhar aaye neer data naina bhar aaye neer kab honge gun gaate gaate sufal mere sangeet data sufal mere sangeet mitha hai jab naam tumhara madhur kar do geet harday kar do thir data naina bhar aaye neer naina bhar aaye neer data naina bhar aaye neer paap aur punay dono se chhuda do dekar naya sahara, dekar naya sahara paap aur punay dono se chhuda do dekar naya sahara, dekar naya sahara tum bin sab aasha jhuthi bin deeya kahan ujiyara chahe jale sharir data naina bhar aaye neer naina bhar aaye neer data naina bhar aaye neer