SONG: Nain Milaakar Chain Churaana, Kiska Hai Yeh Kaam - नैन मिलाकर चैन चुराना किसका है ये काम

Nain Milaakar Chain Churaana, Kiska Hai Yeh Kaam - नैन मिलाकर चैन चुराना किसका है ये काम

LYRICS:
nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam woh aaya toh kho gayi yeh saari mehfil woh aaya toh kho gayi yeh saari mehfil dekha iss andaaj se sab kho baithe dil thoda sa woh meherbaan thoda sa kaatil thoda sa woh meherbaan thoda sa kaatil woh jiski har ek ada par laakho hai iljaam woh jiski har ek ada par laakho hai iljaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam are humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam kiska gussa hai bhala jispe aaye pyaar kiska gussa hai bhala jispe aaye pyaar aisa dushman haay re jisko samajhe yaar socho toh woh kaun hai sharmila dildaar socho toh woh kaun hai sharmila dildaar jiski mast nasheeli najre aisi jaise jaam jiski mast nasheeli najre aisi jaise jaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam jaagi-jaagi si jara kuchh soyi-soyi jaagi-jaagi si jara kuchh soyi-soyi aankhe bhi uss shokh ki hai khoyi-khoyi shola hai woh phul hai ya sapna koyi shola hai woh phul hai ya sapna koyi jiski khaatir koyi bhi ho sakta hai badnaam jiski khaatir koyi bhi ho sakta hai badnaam are humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam nain milaakar chain churaana kiska hai yeh kaam humse puchho hamko pata hai uss jaalim ka naam