SONG: Nain Mila Lo Pyar Ka Dar Hai - नैन मिला लो प्यार का डर हैं

Nain Mila Lo Pyar Ka Dar Hai - नैन मिला लो प्यार का डर हैं

LYRICS:
nain mila lo, nain mila lo pyaar ka dar hai pyaar to hoga dil mila lo, dil mila lo dard ka dar hai dard to hoga chaho bach jaaye nain mila ke dil mila ke haay dil mila ke puchho shamma se ya parwaane se ja ke parwaane se ja ke shamma bano tum, parwaane hum jalne ka dar hai jalna to hoga thandi thnadi hawa ho aur mausam suhana mausam suhana pyaar kar lo pyaar ka aaya jamana aaya jamana bijli ho tum, baadal hai hum tufaan ka dar hai tufaan to hoga darte darte dekh rahi hai haay jindagni haay jawani dur chale aur sath bitaaye jindagaani bitaaye jindagaani kahan chale, haram chalo registaan ka dar hai africa chalo ? kaabul chalo pathan ka dar hai to ghar bula lo abbajaan ka dar hai ghar me abbajaan ka dar hai kaabul me pathan ka dar hai haram me registaan ka dar africa me ? dar hai kaam ka dar hai, jaan ka dar hai dar hi dar hai, dar hi dar hai yaani saare jahan ka dar hai to jahannum chalo, jahannum chalo shaitaan ka dar hai, shaitaan to hoga to hume bula do nahi bulaate nain mila lo nahi milaate dil mila lo nahi milaate hath mila lo nahi milaate wajah bata do, wajah bata do pyaar ka dar hai pyaar to hoga nain mila lo, nain mila lo pyaar ka dar hai pyaar to hoga dil mila lo, dil mila lo dard ka dar hai dard to hoga