SONG: Nain Katile Honth Rasile - नैन कटीलें होंठ रसीलें

Nain Katile Honth Rasile - नैन कटीलें होंठ रसीलें

LYRICS:
nain katile honth rasile hoye nain katile honth rasile halki fulki chal, aji kya baat hain dekh akeli mujhpar dale aji dekh akeli mujhpar dale matlab ka janjaal, aji kya baat hain nain katile honth rasile halki fulki chal, aji kya baat hain pyar se mukh ko moda jisne uska jina jina kya apana rasta chhoda jisne uska jina jina kya pyar se mukh ko moda jisne uska jina jina kya apana rasta chhoda jisne uska jina jina kya nazar milake, nazar chura li hoye nazar milake, nazar chura li puchha bhi na haal, aji kya baat hain dekh akeli mujhpar dale matlab ka janjaal, aji kya baat hain haal kya puchhu uska main to khud diwana ban jau ishq ki bazi khel raha hu tan jaye ya man jaye haal kya puchhu uska main to khud diwana ban jau ishq ki bazi khel raha hu tan jaye ya man jaye dekh ke mera rup anokha aji dekh ke mera rup anokha kyun tapke hain raar, aji kya baat hain nain katile honth rasile halki fulki chal, aji kya baat hain aao ham tum aji shadi kar le aao ham tum shadi kar le chalkar nainitaal, aji kya baat hain nain katile honth rasile halki fulki chal, aji kya baat hain