SONG: Nain Hamare Sapne Tumhare - नैन हमारे सपने तुम्हारे

Nain Hamare Sapne Tumhare - नैन हमारे सपने तुम्हारे

LYRICS:
nain humare sapne tumhare kaise bhulau bata hoye kaise bhulau bata sapne to gauri hote hai sapne dil se inhe bhul ja haye dil se inhe bhul ja nain humare sapne tumhare kaise bhulau bata hoye kaise bhulau bata kis ko sunau gham ki kahani pani me naiya, naiya me pani ashqo me dubi hai ye zindgani na to khuda hai na na khuda hai jaau kahan ye bata hoye jaau kahan ye bata sapne to gauri hote hai sapne dil se inhe bhul ja haye dil se inhe bhul ja tere bina main jee na sakunga chak jigar ke see na sakunga jaam-e-judai main pee na sakunga sheesha ho to tod bhi daalu pyar tute na hay pyar to tute na nain humare sapne tumhare kaise bhulau bata hoye kaise bhulau bata