SONG: Nain Diwane Ek Nahi Mane - नैन दीवाने, नैन दीवाने एक नहीं माने

Nain Diwane Ek Nahi Mane - नैन दीवाने, नैन दीवाने एक नहीं माने

LYRICS:
nain deewane,nain deewane ek nahi maane kare man mani, maane naa nain deewane huye hai paraye, man haar aaye man ka maram jane naa, maane naa, maane na nain deewane kare man maani, maane na nain deewane jana naa jana, man hi naa jana chitavan saawan, banata nishana kaisa nishana, kaisa nishana man hi pahechane naa, mane naa, mane na nain deewane ek nahin mane kare man mani, maane naa nain deewane
jeevan beli, kare athakheli jeevan beli, kare athakheli maheke man ke bakul preet phul phule, jhulaa jhule chaheke man bul-bul, maheke man ke bakul man kya jaane, kya hoga kal dhaar samay ki baheti pal pal jeevan chanchal, jeevan chanchal din jaake phir aane na, maane na, maane na nain deewane ek nahi maane kare man mani, mane naa nain deewane