SONG: Nahin Tujhko Khabar Teri Pehli Nazar Mere Dil Me - नहीं तुझको खबर तेरी पहली नज़र मेरे दिल में

Nahin Tujhko Khabar Teri Pehli Nazar Mere Dil Me - नहीं तुझको खबर तेरी पहली नज़र मेरे दिल में

LYRICS:
nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le tere pyar ka gulshan mehke tere pyar ka gulshan mehke bulbul ki tarh dil chahke bulbul ki tarh dil chahke tu jaye jidhar mai aau idhar aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le karti hu ishare chhupke chhup chhupke karti hu ishare chhupke tu sun le chhupke chhupke tu sun le chhupke chhupke hai tujhpe agar ulfat ka asar to aa aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le zalim tere ishq me padke zalim tere ishq me padke sine me tamana dhadke sine me tamana dhadke o janejigar manjur na kar tu aa aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le