SONG: Nahi Hai Koi Badaa Husn Se Zamane Me - नहीं है कोई बड़ा हुस्न से ज़माने मे

Nahi Hai Koi Badaa Husn Se Zamane Me - नहीं है कोई बड़ा हुस्न से ज़माने मे

LYRICS:
nahi hai koi bada husn se zamane me hamara nam hai dunia ke har fasane me ye kya kaha ke koi husn se bada hi nahi tumhara hamse abhi wasta pada hi nahi jao ji jao bade shangi dikhane wale hamare husn ka charo taraf jala hai jamane bhar me hasino ka bolbala hai hamari jufle ghatao ko maat karti hai ha ji maat karti hai hamari aankhe sitaro se bat karti hai ha ji bat karti hai hamari mast nigaho ka bhi jawab nahi sharab khane me aisi koi sharab nahi jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale bate banane wale haye dil ko jalane wale jao ji jao bade shan ke dikhane wale jamane wale jinhe ham se kam samajhte hai tumhari sari hakikat ko hum samajhte hai hamare pyar ne magrur kar diya hai tumhe hamko aanhke dikhate ho tum kayamat hai khud tumhi batao ke ye kon si sharafat hai jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale bate banane wale haye dil ko jalane wale jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale hame sikhayi hai so bar maut kya kahna hamare samne badh badh ke bat kya kahna tumhare jaise hazaro najar se gujre hai najar se gujre hai dilo ko hum sambhale ghar se gujre hai ghar se gujre hai garur walo ka hamne garur toda hai jo dil me soch liya wo karke choda hai jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale bate banane wale haye dil ko jalane wale jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale chada ke sar pe tumhe hum gira bhi sakte hai banane wale bana kar mita bhi sakte hai jo jidd pe aaye baharo ko gul fiza karde jami ko pyar se dekhe to aasma karde jami ko pyar se dekhe to aasma karde magar banake mitana hamari shan nahi are tumhari tarah se hum log beiman nahi jao ji jao badi shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale bate banane wale haye dil ko jalane wale jao ji jao badi shan ke dikhane wale jao ji jao badi shan ke dikhane wale