SONG: Nahi Bedardi Aaye - नाही बेदर्दी आये

Nahi Bedardi Aaye - नाही बेदर्दी आये

LYRICS:
naahi bedardi aaye biti jaaye jawaniyaan haay mori kasam vo jhuthi kha gaye main kya karu, main kya karu pipalwa pe paat aaye ambua pe maachhar chhaye koyal malhaar gaaye naahi bedardi aaye mori kasam vo jhuthi kha gaye main kya karu, main kya karu pyaase ke ghar baadal aaye pyaase ke ghar baadal aaye aasha ki bijli chamkaaye aasha ki bijli chamkaaye haay vo dedardi aaye haa vo dedardi aaye bin barse hi aakar jaye kaun piya bin pyaas bujhaaye naahi bedardi aaye biti jaaye jawaniyaan haay mori kasam vo jhuthi kha gaye main kya karu, main kya karu jo khaai kasam hum nibhaye aur sajni ruthi sajan manaye jo khaai kasam hum nibhaye aur sajni ruthi sajan manaye kaun aise jhutho se rab neha lagaye, neha lagaye aur ankhiya mila ke jo ankhiya churaaye, ankhiya churaaye pyaase ke ghar baadal aaye pyaase ke ghar baadal aaye aasha ki bijli chamkaaye aasha ki bijli chamkaaye haay vo dedardi aaye haa vo dedardi aaye