SONG: Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal - नदियाँ ना पिये कभी अपना जल

Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal - नदियाँ ना पिये कभी अपना जल

LYRICS:
nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai wo sacha insan are is dharti ka bhagwan hai nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal agar sa jiska ang jale or dunia ko mithi suhas de agar sa jiska ang jale or dunia ko mithi suhas de deepak sa uska jeewan hai jo dujo ko apna parkash de dujo ko apna parkash de dharam hai jiska bhagwat geeta dharam hai jiska bhagwat geeta sewa hi ved puran hai wo sacha insan are is dharti ka bhagwan hai nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal chahe koi gungan kare chahe kare ninda koi chahe koi gungan kare chahe kare ninda koi phulo se koi satkar kare ya kate chubho jaye koi ya kate chubho jaye koi man or apman hi dono man or apman hi dono jiske liye saman hai wo sacha insan are is dharti ka bhagwan hai nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai wo sacha insan are is dharti ka bhagwan hai nadiya na piye kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal