SONG: Nadi Kinare Khadi Sochti Kya - नदी किनारे खड़ी सोचती

Nadi Kinare Khadi Sochti Kya - नदी किनारे खड़ी सोचती

LYRICS:
nadi kinare khadi sochati nadi kinare khadi sochati kya main nadiya hoti kal kal karti jaati nadiya ke dig khada sochata nadiya ke dig khada sochata kya main sagar hota mujh me hai aan mil jaati main parvat me chhup jati maidano me rah jati main jangal me kho jati nadiya tir badal ko dut bana kar main nanhi nanhi bundadiyo sang sandeswa bhijwata laharati madmati balkhati ithalati main daudi daudi aati aa sagar me mil jati milan kiya sathi yada yori mori ankhiya jhapi mori ankhiya jhapi ankhiya jhapi ankhiya jhapi