SONG: Nadaniyan Kar Jati Hain - नादानियाँ कर जाती हैं

Nadaniyan Kar Jati Hain - नादानियाँ कर जाती हैं

LYRICS:
nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya jawa hone ke naate batani hai kuch baatein fisal na jaana iss umar me aake junoon ki hai rawani fitoori hai shaitani dhuae me na udaana ye jawaniya nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya oo.. ooo... oo.. ooo lagta hai hum to gae kahin ke hum na rahe pyar me hum to pad gae kaise ek haath tali ker li dil ne gulami ker li usko magar hum kahe kaise tum bolo naa bole dekhti hai chemistry sabne notice kiya tere mere bare me hui gossip hai topic kuch to hai chal raha nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya oo.. ooo... oo.. ooo dil mera much se lade teri wakalat kare tujhko hi dhunde aate-jaate dil ye begana hua ishq bahana hua tere siva na koi baatein teri meri jodi jamti hai apni to banti hai karungi teri qadar choice bhi apni matching hai ke goodess setting hai we are made for each other nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya jawa hone ke naate batani hai kuch baatein fisal na jaana iss umar me aake junoon ki hai rawani fitoori hai shaitani dhuae me na udaana ye jawaniya nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya oo.. ooo... oo.. ooo