SONG: Nadan Ki Dosti Ji Ki Jalan Jane Na Balma Prit Ki Agan - नादाँ की दोस्ती जी की जलन जाने ना बालमा प्रीत की अगन

Nadan Ki Dosti Ji Ki Jalan Jane Na Balma Prit Ki Agan - नादाँ की दोस्ती जी की जलन जाने ना बालमा प्रीत की अगन

LYRICS:
nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan tir laga aisa ki chain nahi aaye, chain nahi aaye bar bar tadpu jiya til milaye, jiya til milaye karde na bawri ye mithi chubhan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan pagla na samjhe nigaho ki boliya, nigaho ki boliya kaise bharenge murado ki jholiya, murado ki jholiya har gayi saiya mai kar ke jatan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan chaila ne dala hai batiyo se jadu, batiyo se jadu phir bhi samjhata hai apne ko sadhu, apne ko sadhu kitna hai sidha ye baka sajan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan