SONG: Nachu Mai Jhoom Jhoom - नाचूं मैं झूम झूम

Nachu Mai Jhoom Jhoom - नाचूं मैं झूम झूम

LYRICS:
hoye nachu main nachu main jhum jhum, kismat ko chum chum din hain khushi ka, mausam suhana nikla hain nikla hain chanda daadal ki ot se taro ne cheeda dilkash tarana nachu main jhum jhum mast hawaye rangi fijaye mast hawaye rangi fijaye baanki adaye kisi ko bulaye baanki adaye kisi ko bulaye kisi ko bulaye main bhi na jaanu, chupke se aake luta hain kisne dil ka khajana nachu main jhum jhum tu bhi to ga le, khushiya mana le tu bhi to ga le, khushiya mana le mehfil saja le o dilwale mahfil saja le o dilwale o dilwale karna jo kar le aaj diwane aaye na shayad fir ye jamana nachu main jhum jhum, kismat ko chum chum din hain khushi ka, mausam suhana nikla hain chanda daadal ki ot se taro ne cheeda dilkash tarana nachu main jhum jhum