SONG: Nachti Jhoomti Muskurati Aa Gayi Pyar Ki Raat - नाचती झूमती मुस्कराती आ गई प्यार की रात

Nachti Jhoomti Muskurati Aa Gayi Pyar Ki Raat - नाचती झूमती मुस्कराती आ गई प्यार की रात

LYRICS:
nachti jhumti muskurati aa gayi pyar ki rat nachti jhumti muskurati aa gayi pyar ki rat hum ko tum tum se hum mil gaye to ho gayi dil se dil ki bat hum ko tum tum se hum mil gaye to ho gayi dil se dil ki bat nachti jhumti muskurati aa gayi pyar ki rat ched de husn ki dasta mera ye khyal hai ched de husn ki dasta mera ye khyal hai ho gaye tum bhi meharba ishk ka ye kamal hai ho gaye tum bhi meharba ishk ka ye kamal hai julf ki chaw me gunguna to ho gayi dil se dil ki bat hum ko tum tum se hum mil gaye to ho gayi dil se dil ki bat chand ko chandani rat me tera intzar tha chand ko chandani rat me tera intzar tha dekhle jab se teri sokhiya dil mera bekara tha dekhle jab se teri sokhiya dil mera bekara tha ishk ki rah me jhilmilati pyar ki rat hum ko tum tum se hum mil gaye to ho gayi dil se dil ki bat nachti jhumti muskurati aa gayi pyar ki rat