SONG: Naaz Thaa Jisape Mere Sine Men Vo Dil Hi Nahin - नाज़ था जिसपे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं

Naaz Thaa Jisape Mere Sine Men Vo Dil Hi Nahin - नाज़ था जिसपे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं

LYRICS:
naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi ab yah shishaa kisi tasvir ke kaabil hi nahi naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi pher li mujhse nazar apno ne begaano ne pher li mujhse nazar apno ne begaano ne meraa ghar lutaa mere ghar ke hi mehmaano ne meraa ghar lutaa mere ghar ke hi mehmaano ne jo mujhse pyaar kare aisaa koi dil hi nahi mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi dil bahal jaay khyaalaat kaa rukh mod sakun dil bahal jaay khyaalaat kaa rukh mod sakun mai jahaan baith ke har ahad-e-vafaa tod sakun mai jahaan baith ke har ahad-e-vafaa tod sakun meri taqadir me aisi koi mahfil hi nahi mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi naaz thaa jispe mere sine me vo dil hi nahi do jahaan sok me hai aaj fizaa bhi chup hai do jahaan sok me hai aaj fizaa bhi chup hai kisse fariyaad karun ab to khudaa bhi chup hai kisse fariyaad karun ab to khudaa bhi chup hai mai vo afasaanaa hun jo sunane ke qaabil hi nahi mai kahaan jau ki meri koi mazil hi nahi