SONG: Naaz Tha Jis Par Mujhe (Female) - ज़िन्दगी तुम हो, ख़ुशी तुम हो, तमन्ना तुम हो

Naaz Tha Jis Par Mujhe (Female) - ज़िन्दगी तुम हो, ख़ुशी तुम हो, तमन्ना तुम हो

LYRICS:
zindagi tum ho, khushi tum ho, tamanna tum ho zindagi tum ho, khushi tum ho, tamanna tum ho mujhko duniya se garaj kya meri duniya tum ho mujhko duniya se garaj kya meri duniya tum ho gair mumkin hai bhulana tumhe, mushkil hi nahi ab tumhare siwa meri koi manjil hi nahi naaz tha jis pe, mere sine mein wo dil hi nahi mujhko barbad kiya, dil ki meharbani ne mujhko barbad kiya, dil ki meharbani ne mujhko maara hai, mere pyar ki nadani ne mujhko maara hai, mere pyar ki nadani ne kisko injam du, mera koi katil hi nahi main kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi naaz tha jis pe, mere sine mein wo dil hi nahi ab ye shisha kisi tasvir ke kabil hi nahi main kaha jaau ke meri koi manjil hi nahi naaz tha jis pe, mere sine mein wo dil hi nahi