SONG: Naaummid Ho Ke Bhi Duniyaa Me Jiye Jaate Hai - नाउम्मीद हो के भी दुनिया में जिये जाते हैं

Naaummid Ho Ke Bhi Duniyaa Me Jiye Jaate Hai - नाउम्मीद हो के भी दुनिया में जिये जाते हैं

LYRICS:
naummed ho ke bhi duniya me jiye jate hai dil tut gaya phir bhi hum pyar kiye jate hai naummed ho ke bhi jin aankho me rahti thi ek pyar bhari masti un aankho me aansu hai barbaad hui basti jin aankho me rahti thi ek pyar bhari masti un aankho me aansu hai barbaad hui basti aansu bhi hum apne ro ro ke piye jate hai aansu bhi hum apne ro ro ke piye jate hai dil tut gaya phir bhi hum pyar kiye jate hai naummed ho ke bhi bedard zamane ne rahne na diya mil ke sab tut gaye sapne armaan bhare dil ke bedard zamane ne rahne na diya mil ke sab tut gaye sapne armaan bhare dil ke ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jate hai ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jate hai dil tut gaya phir bhi hum pyar kiye jate hai naummed ho ke bhi duniya me jiye jate hai dil tut gaya phir bhi hum pyar kiye jate hai naummed ho ke bhi