SONG: Naari Tere Jivan Ki Ye Karun Kahani - नारी तेरे जीवन की ये करुण कहानी

Naari Tere Jivan Ki Ye Karun Kahani - नारी तेरे जीवन की ये करुण कहानी

LYRICS:
naari tere jivan ki ye karun kahani man me hai lagi aag to aankho me hai pani naari tere jivan ki ye karun kahani man me hai lagi aag to aankho me hai pani aankho me hai pani sapno ka koi aaj mahal tod chala hai jivan me jo aaya tha mukh mod chala hai dukh dard ke saathi ki, koi baat na maani koi baat na maani man me hai lagi aag to aankho me hai pani aankho me hai pani sansaar tera khel ke hasto ko rulaya sansaar tera khel ke hasto ko rulaya nirdosh ke mathe pe kya rang lagaya ye kya rang lagaya pahchane nahi aap koi pahchane nahi aap koi apni nishani koi apni nishani man me hai lagi aag to aankho me hai pani aankho me hai pani naari tere jivan ki ye karun kahani man me hai lagi aag to aankho me hai pani aankho me hai pani