SONG: Naari Nahi Hai Sapna - नारी नहीं है सपना

Naari Nahi Hai Sapna - नारी नहीं है सपना

LYRICS:
nari nahi hai sapna nari nahi kahani nari ki god me hi chalti hai jindagani nari nahi hai sapna nari nahi hai kahani nari ki god me hi chalti hai jindagani nari ki jindagi to kanto me hi pali hai nari ki jindagi to kanto me hi pali hai aansu ke jal me fuli gam kha kar pali hai aansu ke jal me fuli gam kha kar pali hai fir bhi jahar wo pikar amrit hi batati hai fir bhi jahar wo pikar amrit hi batati hai wo phul ki pankhuriy lohe ko katati hai lohe ko katati hai nari nahi hai sapna nari nahi kahani nari ki god me hi chalti hai jindagani sab kuch wo jit kar bhi sab kuch wo hatati hai hai sneh ki wo devi mamta ki aarti hai ghar ghar ki wo hi lakshmi sindur banke damke mata pade to todi talwar banke chamke talwar banke chamke nari nahi hai sapna nari nahi kahani nari nahi hai sapna nari nahi kahani