SONG: Naam Leke Tum Humara - नाम लेके तुम हमारा

Naam Leke Tum Humara - नाम लेके तुम हमारा

LYRICS:
naam leke tum hamara kahe karta hai ishara tumse dil na lagana maantaa tum chand ham tara ham hai majnu tumhara laila banana maantaa dekho achcha nahi ham jata hai jidhar pichhe pichhe kahe ko tum aata hai udhar dekho achcha nahi ham jata hai jidhar pichhe pichhe kahe ko tum aata hai udhar are aisa kaise bolta hai o my dear dil bhi tera ham bhi tera fero na najar naam leke tum hamara kahe karta hai ishara tumse dil na lagana maantaa tum chand ham tara ham hai majnu tumhara laila banana maantaa aaj nahi kal nahi parso hajur tumko ham apna banayenga jarur aaj nahi kal nahi parso hajur tumko ham apna banayenga jarur khali pili karo na tum itna garur ham bhi nahi aisa waisa koi majbur naam leke tum hamara kahe karta hai ishara tumse dil na lagana maantaa tum chand ham tara ham hai majnu tumhara laila banana maantaa hamne sun dil lagane ka nahi jaha pyar karne walo mitana hai nishan hamne sun dil lagane ka nahi jaha pyar karne walo mitana hai nishan are dil nahi lagaye to jayega kaha pyar kiye bina jiyega kaise yaha naam leke tum hamara kahe karta hai ishara tumse dil na lagana maantaa tum chand ham tara ham hai majnu tumhara laila banana maantaa