SONG: Naakam Hue Ishq Me Hum - तुमको भला क्या नाकाम हुये

Naakam Hue Ishq Me Hum - तुमको भला क्या नाकाम हुये

LYRICS:
tumko bhala kya nakam huye tumhe ham tum ko bhala kya tum ko bhala kya bechain sabhi hote hai par tumhe hua kya ulfat mein hua kya us bhulne wale ne bhulaya bhi ti aise itna bhi na puchcha kabhi yaad karke hua kya haa yaad karke hua kya nakam huye ishq mein tum ko bhala kya tum ko bhala kya dil mein hai dard aankho mein hai pani aaho ne puchhi hai mere gam ki kahni is pyar ki duniya mein ye dil deke mila kya deke mila kya nakam huye ishq mein tum ko bhala kya tum ko bhala kya tum the umnge thi jawani thi khushi thi tum the umnge thi jawani thi khushi thi tum hi na rahe to pas raha kya pas raha kya nakam huye ishq mein tum ko bhala kya tum ko bhala kya