SONG: Naacho Naacho Sitaaro Naacho - नाचो नाचो सितारो नाचो, नाचो नाचो सितारो नाचो

Naacho Naacho Sitaaro Naacho - नाचो नाचो सितारो नाचो, नाचो नाचो सितारो नाचो

LYRICS:
naacho naacho sitaro naacho, naacho naacho sitaro naacho ab chaand nikalane wala hai, ab chaand nikalane wala hai naacho naacho sitaro naacho dekh liya hai la la la la, sikh liya hai jaan liya hai apna unko maan liya hai, apna unko maan liya hai aankh se dil me aane waala, aankh se dil me aane waala chaand, ab chaand nikalane wala hai naacho naacho sitaaro naacho chaandani raato me, ha chaandani raato me hil kar phulo ki khushbu me mil kar, phulo ki khushbu me mil kar kaliyo ko sharmaane wala, ha kaliyo ko sharmaane wala ha dil se nahi ab jaane wala, dil se nahi ab jaane waala chaand, ab chaand nikalane waala hai naacho, naacho sitaaro naacho legi mohabbat agadaayi, legi mohabbat agadaayi taaro, taaro tumame kho jaayegi taaro tumame kho jaayegi chaand sa chehra, chaand sa chehra dekh ke unka raat bhi din ho jaayegi, raat bhi din ho jaayegi dil de ke dil se badalege, dil de ke dil se badalege aramaan, aramaan dilo ke nikalege aramaan, aramaan dilo ke nikalege hai aisa zamaanaa aane waala aake nahi jo jaane waala, aake nahi jo jaane waala chaand, ab chaand nikalane waala hai naacho naacho sitaaro naacho