SONG: Naa Janey Kaha Kho Gaya Woh Jamana - न जाने कहाँ खो गया वो ज़माना

Naa Janey Kaha Kho Gaya Woh Jamana - न जाने कहाँ खो गया वो ज़माना

LYRICS:
na jane kaha kho gaya wo jamana yahi tha chaman me mera aashiyana mai kis-kis se puchhu khud apna thikana yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha wafao ke wade wohi bhul baithe wafao ke wade wohi bhul baithe wohi bhul baithe jo kahte the mujhse mohabbat nibhana yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha kho gaya wo jamana yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha mukaddar ke hatho hami kuch na sikhe mukaddar ke hatho hami kuch na sikhe hami kuch na sikhe unhe aa gaya hamse aankhe churana yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha kho gaya wo jamana yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha