SONG: Na Wo Humare Na Dil Humara - ना वो हमारे ना दिल हमारा

Na Wo Humare Na Dil Humara - ना वो हमारे ना दिल हमारा

LYRICS:
na wo humare, na dil humara kahin bhi apna nahi thikana kahin bhi apna nahi thikana kahin bhi apna nahi thikana ye kisko malum kya banega ye kisko malum kya banega parayi daali se aashiyana parayi daali se aashiyana kahin bhi apna nahi thikana khushi mohabbat ki khwaish humari kismat kharab nikli na hum bure hai, na wo bure hai agar bura to hai humara agar bura to hai humara kahin bhi apna nahi thikana hum unko apna bana rahe the hawa me deepak jala rahe the ye kya magar khushi hai jinki galat hai umar dar ka fasana galat hai umar dar ka fasana kahin bhi apna nahi thikana