SONG: Na Tum Hame Jano, Na Ham Tumhe Jane (Female Version) - ना तुम हमें जानो ना हम तुम्हें जानें

Na Tum Hame Jano, Na Ham Tumhe Jane (Female Version) - ना तुम हमें जानो ना हम तुम्हें जानें

LYRICS:
na tum hume jaano na hum tumhe jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya na tum hume jaano na hum tumhe jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya ye mausam ye raat chup hai ye hontho ki baat chup hai khamoshi sunane lagi, hai daasta ye mausam ye raat chup hai ye hontho ki baat chup hai khamoshi sunane lagi, hai daasta nazar ban gayi hai, dil ki zaba na tum hume jaano na hum tumhe jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilo ka leke, ye karva o.... mohabbat ke mod pe ham mile sabko chhod ke hum dhadakte dilo ka leke, ye karva ke jayenge dono jane kaha na tum hume jano na hum tumhe jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya