SONG: Na Tum Bewafa Ho, Na Ham Bewafa Hain - न तुम बेवफ़ा हो, न हम बेवफ़ा हैं

Na Tum Bewafa Ho, Na Ham Bewafa Hain - न तुम बेवफ़ा हो, न हम बेवफ़ा हैं

LYRICS:
na tum bewafa ho, na ham bewafa hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai magar kya kare apani rahe juda hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai jaha thandi-thandi hawa chal rahi hai jaha thandi-thandi hawa chal rahi hai kisi ki mohabbat waha jal rahi hai jami-aasaman humse dono khafa hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai abhi kal talak to mohabbat jawan thi abhi kal talak to mohabbat jawan thi milan hi milan tha judayi kaha thi magar aaj dono hi be-aasara hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai jamana kahe meri raaho me aaja jamana kahe meri raaho me aaja mohabbat kahe meri baaho me aaja wo samajhe na majburiya apni kya hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai magar kya kare apani rahe juda hai na tum bewafa ho, na ham bewafa hai