SONG: Na Tha Kuchh Toh Khuda Tha - ना था कुछ तो खुदा था

Na Tha Kuchh Toh Khuda Tha - ना था कुछ तो खुदा था

LYRICS:
na tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hota na tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hota duboya mujhko hone me na hota main to kya hota hua jab gum se be hisab to gum kya sir ke katne ka hua jab gum se be hisab to gum kya sir ke katne ka na hota agar juda tan se to jano par dhara hota hui muddat ki galib mar gaya par yaad aata hai hui muddat ki galib mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat par kehna ki yun hota to kya hota ki yun hota to kya hota ki yun hota to kya hota