SONG: Na Tel Aur Na Batee - ना तेल और ना बाती

Na Tel Aur Na Batee - ना तेल और ना बाती

LYRICS:
na tel aur na bati na kabu hava par diye kyon jalaye chala ja raha hai ujalo ko tere siyahi ne ghera nigal jayega roshni ko andhera chirago ki lau par dhuwa cha raha hai diye kyon jalaye chala ja raha hai na tel aur na bati na kabu hava par diye kyon jalaye chala ja raha hai na de dosh bhagvan ko bhole bhale khushi ki tamanna me gam tune pale tu apne kiye ki saja pa raha hai diye kyon jalaye chala ja raha hai na tel aur na bati na kabu hava par diye kyon jalaye chala ja raha hai teri bhul par kal yah duniya hasegi nishani har ek dag bankar rahegi tu bharne ki khatir mita ja raha hai diye kyon jalaye chala ja raha hai na tel aur na bati na kabu hava par diye kyon jalaye chala ja raha hai