SONG: Na Taabe Masti Na Hoshe Hasti - ना ताबे मस्ती ना होशे हस्ती

Na Taabe Masti Na Hoshe Hasti - ना ताबे मस्ती ना होशे हस्ती

LYRICS:
na taabe masti na hoshe hasti na taabe masti na hoshe hasti ki shukre ne mat ada karenge phiza mein jab hai ye apna aalam bahar aayi to kya karenge phiza mein jab hai ye apna aalam jidhar se gujrege tar parosna karname suna karenge wo apne dil ko hazar roke wo apne dil ko hazar roke meri mohabbat ko kya karenge phiza mein jab hai ye apna aalam na sukre gham dere lab karenge na shikwa ae bar mala karenge jo hum pe gujre hi dil hi dil mein jo hum pe gujre hi dil hi dil mein kaha karenge suna karenge phiza mein jab hai ye apna aalam bahar aayi to kya karenge phiza mein jab hai ye apna aalam