SONG: Na Sharab Se Kabhi Wasta - ना शराब से कभी वास्ता

Na Sharab Se Kabhi Wasta - ना शराब से कभी वास्ता

LYRICS:
na sharab se kabhi wasta na tha silsila koi jam se ye teri najar ka kamal hai ke laga diya hame kaam se na sharab se kabhi wasta na tha silsila koi jam se ye teri najar ka kamal hai ke laga diya hame kaam se mauj aayi machal pade bahe dal ke chal pade mauj aayi machal pade bahe dal ke chal pade kaam hai kya khabar nahi bekhabar hi nikal pade sawere tak ho na jane kya kyu ye hal hai subah sham se ye teri najar ka kamal hai ke laga diya hame kam se dekhi jabse ada teri sujhe hai hari hari dekhi jabse ada teri sujhe hai hari hari lagta hai nashe me yu har gali hai gali teri diye jayenge tujhe hum sada hai garaz hame tere nam se ye teri najar ka kamal hai ke laga diya hame kaam se na sharab se kabhi wasta na tha silsila koi jam se ye teri najar ka kamal hai ke laga diya hame kaam se