SONG: Na Roko Ram Ko Logon - ना रोको राम को लोगो

Na Roko Ram Ko Logon - ना रोको राम को लोगो

LYRICS:
na roko ram ko logo vidhi ka kaam hone do ayodhya ka sakal sansar me ab naam hone do chale banwas ko jo unka ban me makam hone do avadh ke ladle ko tum jagat ka ram hone do jagat ka ram hone do in jane walo ko koi na manana inko to jana re bhai inko hai jana in jane walo ko koi na manana inko to jana re bhai inko hai jana chali aandhiyo ke path pe raghukul ki jyoti chali aandhiyo ke path pe raghukul ki jyoti gup chup luta na bhai ankhiyo ke moti gup chup luta na bhai ankhiyo ke moti aaj apne dil ko logo pathar banana in jane walo ko koi na manana inko to jana re bhai inko hai jana sone ke mukut wale to jag me anek re kato ka jo taj pahne lakho me wo ek re sone ke mukut wale to jag me anek re kato ka jo taj pahne lahko me wo ek re aaj inko karne do re wan me thikana in jane walo ko koi na manana inko to jana re bhai inko hai jana in jane walo ko koi na manana inko to jana re bhai inko hai jana