SONG: Na Poochho Ki Kiski Adao Ne Mara Ye Dekho Ke - न पूछो के किस की अदाओं ने मारा ये देखो के

Na Poochho Ki Kiski Adao Ne Mara Ye Dekho Ke - न पूछो के किस की अदाओं ने मारा ये देखो के

LYRICS:
na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho ke kis ki adao ne mara ye dekho ke mera kidhar hai ishara na puchho ke kis ki adao ne mara ye dekho ke mera kidhar hai ishara na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho ye kisne chhupke diya mujhpe war kya kahiye hua jo hal dile bekarar kya kahiye kab kaise jigar ka khun hua ek mai janu ya tum jano kab kaise jigar ka khun hua ek mai janu ya tum jano thi kiski ada jo mar gayi pahchan sako to pahchnao ji pahchan sako to pahchnao ye kissa hai jalim hamara tumhara ye kissa hai jalim hamara tumhara ye dekho ke mera kidhar hai ishara na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho hajaro tir mohabbat ke khaye baithe hai tadap rahe hai kaleja dabaye baithe hai ek din to zamana janega ye raz chhupaoge kaise ek din to zamana janega ye raz chhupaoge kaise ab lotke meri mehfil se batlao to jaoge kaise batlao to jaoge kaise agar naam leke jo maine pukara agar naam leke jo maine pukara ye dekho ke mera kidhar hai ishara na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho