SONG: Na Mai Dil Ki Baat Bataungi - ना मैं दिल की बात बताउंगी

Na Mai Dil Ki Baat Bataungi - ना मैं दिल की बात बताउंगी

LYRICS:
na main dil ki baat bataungi na main aas banke sataungi na main aas banke sataungi mujhe kasam hai tere pyar ki mujhe kasam hai tere pyar ki main to khwaab me bhi na aaungi main gale padu ke gila karu main gale padu ke gila karu meri kya majal ke uf karu tere dar se jo bhi mila mujhe tere dar se jo bhi mila mujhe main usi se phul chadhaungi main usi se phul chadhaungi na main dil ki baat bataungi kabhi bhulke jo tu aayega kabhi bhulke jo tu aayega to main raah me aankh bichhungi tu bhi dekh lena aasma tu bhi dekh lena aasma ki main tera likha mitaungi ki main tera likha mitaungi na main dil ki baat bataungi na main aas banke sataungi mujhe kasam hai tere pyar ki main to khwaab me bhi na aaungi main to khwaab me bhi na aaungi main to khwaab me bhi na aaungi main to khwaab me bhi na aaungi