SONG: Na Maaro Nazariya Ke Baan Akeli Aayi Paniya Baran - ना मारो नज़रीया के बाण अकेली आई पनिया भरण

Na Maaro Nazariya Ke Baan Akeli Aayi Paniya Baran - ना मारो नज़रीया के बाण अकेली आई पनिया भरण

LYRICS:
na maro nazariya ke ban na maro nazariya ke ban akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan paniya bharan na maro najariya ke ban re na maro najariya ke ban jamuna kinare aayi jamuna kinare aayi dur se chalke ji dur se chalke ched karo na ji or chore gokul ke o chore gokul ke dekho ji dekho mori gagri chalke dekho ji dekho mori gagri chalke hato ji hato mori chunri dhalke chunri dhalke ji chunri dhalke dubhida me pad gayi jan ho ho dubhida me pad gayi jan akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan paniya bharan na maro najariya ke ban re na maro najariya ke ban tum kya jano natkhat kanha tum kya jano natkhat kanha sas nanad mohe dengi tana tuhi bata mai kari kaun bahana tuhi bata mai kari kaun bahana chhodo bhi picha ab jana ab jana aaya bada balwan hoho aaya bada balwan akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan akeli aayi paniya bharan paniya bharan na maro najariya ke ban re na maro najariya ke ban