SONG: Na Kisi Ka Ankh Ka Noor (Koi Kisliye Meri Mehfil Me Aaye) - ना किसी की आँख का नूर (कोई किसलिए मेरी महफ़िल में आये)

Na Kisi Ka Ankh Ka Noor (Koi Kisliye Meri Mehfil Me Aaye) - ना किसी की आँख का नूर (कोई किसलिए मेरी महफ़िल में आये)

LYRICS:
na kisi ki aankh ka nur hu na kisi ke dil ka karar hu jo kisi ke kaam na aa sake mai vo muftgaar hu koi kisliye meri mahfil me aaye koi kisliye meri mahfil me aaye bujhi samma hu mai koi kyu jalaye koi kyu jalaye koi kisliye meri mahfil me aaye bujhi samma hu mai koi kyu jalaye koi kyu jalaye najar pyaar ki meri dali uthe kyu ujala mujhe har aawaj de kyu kai kismat me likhe balao ke saaye koi kisliye meri mahfil me aaye bujhi samma hu mai koi kyu jalaye koi kyu jalaye nahi roshani mai kisi ki najar ki nahi roshani mai kisi ki najar ki chamak hu mai apne jigar ki mujhe dekh kar koi dhokha na khaye dhokha na khaye koi kisliye meri mahfil me aaye bujhi samma hu mai koi kyu jalaye koi kyu jalaye khila hai jo jakhamo se mai vo chaman hu khila hai jo jakhamo se mai vo chaman hu nahi chandani me tu apna safar hu kaho jindagi se mujhe bhul jaye mujhe bhul jaye koi kisliye meri mahfil me aaye bujhi samma hu mai koi kyu jalaye koi kyu jalaye