SONG: Na Karana Kisi Se Mohabbat Na Karana - ना करना किसी से मोहब्बत ना करना

Na Karana Kisi Se Mohabbat Na Karana - ना करना किसी से मोहब्बत ना करना

LYRICS:
na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat ke hasi dokhe se darna mohabbat ke hasi dokhe se darna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna kisi ki najr se najr na milana na milana kisi ko kabhi apna ghar na batana na batana kisi gair ke sine par na chadna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna bade hi dagabaaj hai muchh vale muchh vale bade hi sidhe sadhe bhole bhale bhole bhale meri jaan un bholo se darna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna salamat hai jab tak tumhari javani ho tumhari javani kahenge ye khud hi tumse dilo ki kahani ho dilo ki kahani dilo ki nagriyo me paanv na dharna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna ho na karna kisi se mohabbat na karna mohabbat na karna