SONG: Na Jane Kahan Ab Kadam Le Chale - ना जाने कहाँ अब कदम ले चले

Na Jane Kahan Ab Kadam Le Chale - ना जाने कहाँ अब कदम ले चले

LYRICS:
barbad kiya o ha barbad kiya jab tak bhi rahe meri wafao ko kare yaad na jane kaha ab kadam le chale na jane kaha ab kadam le chale tumhare bichhadne ka gam le chale hai tumhare bichhadne ka gam le chale hai tumhare rahenge jaha bhi rahe hum tumhare rahenge jaha bhi rahe hum tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam tumhe yaad kar kar ke niklega ye dam jo khayi thi humne kasam le chale hai tumhare bichhadne ka gam le chale hai na jane kaha ab kadam le chale tumhare bichhadne ka gam le chale hai kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf kidhar jaye gam ka andhera hai har taraf mukadar me likhe mithe aansu mukadar me likhe mithe aansu na tumne diye hai na hum le chale hai tumhare bichhadne ka gam le chale hai na jane kaha ab kadam le chale tumhare bichhadne ka gam le chale hai