SONG: Na Jane Kaha Mera Bachpan - ना जाने कहाँ मेरा बचपन

Na Jane Kaha Mera Bachpan - ना जाने कहाँ मेरा बचपन

LYRICS:
yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya aayi bahar ki ye rut kaisi aayi maali bhi kahane laga kali ko parayi aayi bahar ki ye rut kaisi aayi maali bhi kahane laga kali ko parayi apne bhulane lage ankhiya churane lage haye ye kaisa gajab ho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya tane to degi mujhe desh ki hawaye amiya ki chhav me jo jhule na jhulaye tane to degi mujhe desh ki hawaye amiya ki chhav me jo jhule na jhulaye sath hamare jhuli aur humi ko bhuli aisa bhi kya gajab ho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya jata na bachapan na baat aisi hoti baithi akeli meri gudiya na roti jata na bachapan na baat aisi hoti baithi akeli meri gudiya na roti mera bhi jiya jale jor na koi chale haye kaisa ajab ho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya yaha bhi to nahi hai waha bhi to nahi hai na jane kaha mera bachapan kho gaya