SONG: Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Tumhe Dekhkar - ना जाने क्या हो गया है तुम्हें देखकर

Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Tumhe Dekhkar - ना जाने क्या हो गया है तुम्हें देखकर

LYRICS:
na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar is bekrari ka mohabbat naam hai shayad pyar se kehte hai chahat naam hai shayad kya batau kitna tumko pyar karti hai kho na jao tum kahi is baat se darti hu sanso me hai khushboo teri aankho me hai chehra tera ye zindagi bin tere kuchh nahi deewana main ho gaya hu tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar paas itne aao ham ho jaye bekhabar chahto ka har ghadi dil pe rahe asar ji chahta hai tujhko main sine se lagalu tere labo ke rang ko main aake churalu jaadu ye kaisa tune kiya chhane laga hai tera nasha tere hi dam se dhadkata hai dil deewani si ho gayi hu tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekhkar