SONG: Na Jaane Kaise, Pal Me Badal Jaate Hain - ना जाने कैसे. पल में बदल जाते हैं

Na Jaane Kaise, Pal Me Badal Jaate Hain - ना जाने कैसे. पल में बदल जाते हैं

LYRICS:
na jaane kaise pal me badal jaate hain na jaane kaise pal me badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte kya jaane kaise rangon me dhal jaate hain ye duniya ke badalte rishte na jaane kaise pal me badal jaate hain judkar kahin dil jod dein toote to dil tod jaate hain ye judkar kahin dil jod dein toote to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil me kaante chubhaate hain ye jaane kahan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniya ke badalte rishte na jaane kaise pal me badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte apnon se yoon bichde hain jo unhen kya bichadne ka kuch gham nahin apnon se yoon bichde hain jo unhen kya bichadne ka kuch gham nahin magar haar kar kyun dukhon se koi jahar ghol de zindagi me kahin sab khel hai taqdeer ka taqdeer se hi badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte na jaane kaise pal me badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte rishte kabhi toote kahan jo toot jaaye wo rishte nahin rishte kabhi toote kahan jo toot jaaye wo rishte nahin chhupi hai udaasi ke peeche hansi dabi dard me bhi khushi hai kahin sach to hai ye bas pyar se jeewan hamare badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte na jaane kaise pal me badal jaate hain ye duniya ke badalte rishte