SONG: Na Ho Koi Jaha Chale Hum Tum Waha - ना हो कोई जहाँ

Na Ho Koi Jaha Chale Hum Tum Waha - ना हो कोई जहाँ

LYRICS:
na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha dhadke dil mil mil ke nikle arma dhadke dil mil mil ke nikle arma na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha yuhi gaate rahe gungunate rahe yuhi gaate rahe gungunate rahe furkat ke ghum na sahe furkat ke ghum na sahe yuhi hum aapko yaad aate rahe milke ye do dil kahe yuhi hum aapko yaad aate rahe milke ye do dil kahe kabhi aaye na apne chaman me khiza kabhi aaye na apne chaman me khiza na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha kahi apna banake na dena daga kahi apna banake na dena daga hai ye duniya bewafa hai ye duniya bewafa nahi mumkin ke tumse karu main jafa honge na hum tum juda nahi mumkin ke tumse karu main jafa honge na hum tum juda rahe yuhi humari mohabbat jawa rahe yuhi humari mohabbat jawa na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha na ho koi jaha na ho koi jaha chale hum tum waha